“Build your own dreams, or someone else will hire you to build theirs.”

Sunday, 10 November 2013

"Easy life with Modern Technology"


 Dour-e-jadeed main technologies nay har Aaam insaan ki zindagi ko bohot asaan bana diya hai.Aagar ajj ki duniya ko modern technology ki duniya keha jaye tu woh ghalat nahi hoo ga. kuch modern technology main cell phones,laptops,desktop pc aur I-phone, I-pads shamil hain.



Jis main I-phone ajj kal no.1 per hai.Guzishta dino Apple ki product I-pad aur I-phone kay liye "KEY NOTE" ek aur naye application ko mutarif karaya gaya,jis se ab likha ja sakay ga Is application ko tayar karnay wali American company k sarbara "Craiy federighi " nay bataya kay yah ek asi application tayar karna chahtay thy jo sub parh sakay chayah woh kisi bhi jahaga likha gaya hoo is company nay jo application tayar  ki hai woh kagaz ya kisi bhi jahaga per likhi janay wali baat ko joun ka toun parh sakay jo I-phone ya I-pad per dehkti hai is he kay sath sath key note likhnay ko behtar banay k liy bhi batata hai yah application bluetooth ka istemal kartay hoy bio-data transfer karti hai is main ek smart pen or reciver majoud hai jo infra or ultra sonic rays kay zaryah data ek jahaga se dosri jahaga transfer karta hai.
Keynote kay zaryah sarfeen tasveer bhi le saktay hain jin ko application k zaryah mazeed wazay kiya ja sakta hai ya phir in per likh bhi sakty hain.is k elwa desginner Apple company ki is product kay zaryah apnay sketches aur bhi achay bana saktay hain.

No comments:

Post a Comment